Kuch Badal Si Gayi Hoon
Is jagah aakar kuch badal si gayi hoon
Shaant ho gayi hoon, khud ko bhool gayi hoon,
Duniya ki daud main shamil ho chuki hoon,
Bhagte-bhagte, saare dost kho chuki hoon,
Sab kehte hain yahan se kuch ban kar nikalegi,
Samjh nahin aata ab achhi hoon,
Ya tab achhi thi jab jyaada pagli thi,
Pehle se jyaada jaanti hoon,
Pehle se jyaada samjhti hoon,
Par logo ko jyaada samjhkar, unse door door si rehti hoon,
Sach kehte the log yeh jagah bahut kuch sikhayegi,
Itna, ki tu khud hi khud ko naa pehchaan payegi,
Shayad in bade khayalo se chhal si gayi hoon,
Is jagah aakar sach main badal si gayi hoon.

you are a great composer PJ.. :)
ReplyDeleteThanks so much Nivedita !!
ReplyDelete