Ae Kaash ki tumne yeh pehle kaha hota
Aaj ek baat, ek arse baad unki zubaan par aayi,
To huale se dil se ek aaah nikli,
Ae Kaash,ki tumne, yeh pehle kaha hota,
To shayad samaan, itna tanha naa hota,
Bheed main tum akele naa hote,
Tanhayi main main yun naa roti,
Tum paas hote, main saath hoti,
Ek alag si hi baat hoti,
Par shayad kehne main kuch der ho gayi,
Tum kisi aur ke, main kisi aur ki ho gayi,
Ab tum ho kahi, aur main aage chalne lagi hoon,
Zindagi ko naye sire se phir bunne lagi hoon,
Meri nayi manzil hain, naya thikana hain,
Nayi raah pakad ke, mujhe koso door jaana hain,
Par kabhi kabhi, dil main phir khayal aata hain,
Ae kaash, ki tumne, yeh naa kaha hota,
Ae Kaash, ki tumne, yeh pehle kaha hota!

Comments
Post a Comment